Shehnai baje na baje song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manoj Kumar. This song was released on 14 Sep 1972.
gagan pe to tare takrake takrake dono muskaye
fir to chand se sun li unki bat ja baitha badal ke sath
sun badal ne li angdayi bund bund ne bat failai
gagan ki bat dharti pe aayi kali ne sunli suni sunai
kali ne phul ko bhed bataya, phul ne bulbul ko samjhaya
bulbul ne bharwa bulwaya, bhawra gungun karta aaya
maine rok ke use sunaya, sunaya, sunaya

banke dulhaniya aaj chali hun main sajan ke dware
sahnayi baje na baje, sahnayi baje na baje
sahnayi baje na baje
banke dulhaniya aaj chali hun main sajan ke dware
sahnayi baje na baje, sahnayi baje na baje

na koi mujhko kajra dale na koi mang saware
na koi mujhko kajra dale na koi mang saware
na chahun main baje gaje na main dhol nagade
na koi meri rahe roke na koi mujhe pukare
banke dulhaniya aaj chali hun main sajan ke dware
sahnayi baje na baje, sahnayi baje na baje
sahnayi baje na baje

munda mane na mane, ghodi bhale na saje
munda mane na mane, ghodi bhale na saje
ho doli uthe na uthe, mehandi lage na lage
na mai chahu bindiya sindiya, na main tare sare
kal tak the jo gusse susse, ho gaye jan se pyare