Sharab e ishq ke aage song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhagwan Das Varma. This song was released on 01 Jan 2018.
Sharab e ishq ke aage
Maja kya kadwe pani ka
Nasha samjho na tum jalim
Nasha hai ye jawani ka
Muskurati zindagi
Ko chhod ke na ja
Dil hamari arazu ka tod ke na ja
Aankho ki lila bhar de zara
Aankho ki lila bhar de zara
Aaja aaja saki aa


Husn benakab hai
Ishq par sabab hai
Ishq par sabab hai
Chand ka jawab mai hu
Mera kya jawab hai
Mera kya jawab hai
Aise me dilbar muh na chhupa
Aise me dilbar muh na chhupa
Aaja aaja saki aa


Tu hai dil ke tar me
Dar ki pukar me
Dar ki pukar me
Mujhpe yu sitam na kar
Is jawan bahar me
Is jawan bahar me
Thukra na mujhko aye zalima
Thukra na mujhko aye zalima.