Shapath song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ram Gopal Varma. This song was released on 15 Aug 2006.
Main ishwar ko saakshi maankar
Yeh shapath leta hoon
Ke main sada satya bolunga
Nirbhay banunga sada
Dharm ke raaste par chalunga
Main desh ki janta ki seva karunga
Sanvidha sanraksh paalan
Ke anusaar karunga
Main police vibhaag ke
Padadhikariyon sanman karunga
Unke aadeshon ka paalan karunga
Shaitaanon ka hain yeh
Jahaan haiwaanon ki hain daastaan
Shaitaanon ka hain yeh jahaan
Haiwaanon ki hain daastaan
Zulm hai har taraf zulm hain har taraf
Yeh hawa ban gayi hain zehar
Aag se uth ta hain yeh
Dhuaan jal jaayega yeh gulsita
Haiwaanon ka hain yeh
Jahaan haiwaanon ki hain daastaan


Jaane hoga aage kya kya
Kaaton ka hain yeh raasta
Na koi roke na koi toke
Choron ka hain yeh kaafila
Tumne dekho kya diya
Tumne dekho kya diya
Tumne dekho kya liya
Tumne dekho kya kiya
Bas tabaah hi kar diya
Aag se uth ta hain yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita
Haiwaanon ka hain yeh
Jahaan haiwaanon ki hain daastaan
Main ishwar ko saakshi maankar
Yeh shapath leta hoon ke
Main sada satya bolunga
Nirbhay banunga sada
Dharm ke raaste par chalunga
Main desh ki janta ki seva karunga
Sanvidha sanraksh
Paalan ke anusaar karunga
Main police vibhaag ke
Padadhikariyon sanman karunga
Unke aadeshon ka paalan karunga


Haalat hogi kya prajaa ki
Khud lootega jo baadshaah
Kab sochoge kab pahuchoge
Raahon mein hain yeh kaarvaan
Naujawaan jaago zara
Kya bhala hain kya bura
Khud karo yeh faisalaa
Jaag jaa re jaag jaa
Aag se uth ta hai yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita
Shaitaanon ka hain yeh jahaan
Haiwaanon ki hain daastaan
Zulm hain har taraf
Zulm hain har taraf
Yeh hawa ban gayi hain zehar
Aag se uth ta hain yeh
Dhuaan jal jaayega yeh gulsita


Khud lootega jo baadshaah
Kab sochoge kab pahuchoge
Raahon mein hain yeh kaarvaan
Naujawaan jaago zara
Kya bhala hain kya bura
Khud karo yeh faisalaa
Jaag jaa re jaag jaa
Aag se uth ta hain yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita
Shaitaanon ka hain yeh jahaan
Haiwaanon ki hain daastaan
Zulm hain har taraf
Zulm hain har taraf
Yeh hawa ban gayi hain zehar
Aag se uth ta hain yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita.