Shamma jalti rahi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 Feb 2014.
Beete gaye jogwa piharwaa
Beete gaye jogwa piharwaa
Tumare milan ki aash lagaye
Tumare milan ki aash lagaye
Beete gaye jogwa piharwaa


Shamma jalti rahi
Raat dhalti rahi
Shamma jalti rahi
Raat dhalti rahi
Hum nigahon se
Moti lutate rahe
Katara katara pigalti
Rahi chandani
Katara katara pigalti
Rahi chandani
Raat bhar tum hamein
Yaad aate rahe
Shamma jalti rahi


Kaise iss baat ka
Humko aaye yakeen
Aap ke dil mein iska
Nishaan tak nahi
Kaise iss baat ka
Humko aaye yakeen
Aap ke dil mein iska
Nishaan tak nahi
Zindagi bhar mohabbat
Ke jo daastan
Zindagi bhar mohabbat
Ke jo daastan
Aap sunate rahe
Hum sunate rahe
Shamma jalti rahi


Aye mere humnasheen
Aye mere hum nawa
Tere gham ka asar
Dil pe aisa huaa
Aye mere humnasheen
Aye mere hum nawa
Tere gham ka asar
Dil pe aisa huaa
Shamme aankhon ki
Buj ke dhuaan ho gayi
Shamme aankhon ki
Buj ke dhuaan ho gayi
Chand aansu magar
Jhil milate rahe
Shamma jalti rahi
Raat dhalti rahi
Shamma jalti rahi
Raat dhalti rahi.