Shama Hai Jali (Title) Lyrics - Sanam Puri | Samar Puri | Venky S
in Albums
Watch the Video
Song Information
Shama hai jali (title) song is from Shama Hai Jali (2017) and it is sung by Sanam Puri.It stars Sanam Puri, Samar Puri, Venky S and Keshav Dhanraj in leading roles. This song is penned by Siddhant Kaushal and composed by Keshav Dhanraj, Samar Puri, Venky S. This song was released on 11 Aug 2017.
Lyrics
Dhoop ne likha khidkiyon pe kal,
Sab paheliyon ka sahi se hal,
Kayi andhiyon se tha apna waasta,
Jinki wajah se tha dhoondla raasta,
Leher sinne mein uth rahi hai ik aag ki abhi,
Seher aane wali nayi hai umeed se bhari,
Ungliyan uthate hain kyun bhala,
Doosron pe khud pe na hum yahan,
Jazba ragon mein hone laga rawan,
Pahunchega har disha apna yeh jahan,
Shama hai jali dilon mein abhi,
Shama hai jali bujhe na kabhi,
Zameen junoon ho nahi sukoon ho,
Zameen junoon ho o..,
Darr se haar ke toote jo agar dil ka honsla,
Yaad karna phir ghutun ussi hi uthke tha tu chala,
Badhne laga hai sooraj yeh soch ka,
Pahunchega har disha apna yeh jahan,
Shama hai jali dilon mein abhi,
Shama hai jali bujhe na kabhi,
Zameen junoon ho nahi sukoon ho,
Zameen junoon ho o..,
Zameen junoon ho nahi sukoon ho,
Zameen junoon ho o..