Sham Kaa Waqt Ho Lyrics - Anurag Sharma

2013

Lyrics

Sham kaa waqt ho sharaab na ho
Sham kaa waqt ho sharaab na ho
Waqt itna kabhi kharaab na ho
Sham kaa waqt ho sharaab na ho
Waqt itna kabhi kharaab na ho
Sham kaa waqt ho sharaab na ho

Tujhse ab who sawaal puchhunga
Tujhse ab who sawaal puchhunga
Tujhse ab who sawaal puchhunga
Paas tere koi jawaab na ho
Paas tere koi jawaab na ho
Waqt itna kabhi kharaab na ho
Sham kaa waqt ho sharaab na ho

Hum ko sab kuchh samajh mein aa jaaye
Hum ko sab kuchh samajh mein aa jaaye
Zindagi mein agar kitaab naho
Zindagi mein agar kitaab naho
Zindagi mein agar kitaab naho
Sham kaa waqt ho sharaab na ho

Hum andhero mein dafna ho jaaye
Hum andhero mein dafna ho jaaye
Hum andhero mein dafna ho jaaye
Tera chehara jo aaftaab na ho
Tera chehara jo aaftaab na ho
Waqt itna kabhi kharaab na ho
Sham kaa waqt ho sharaab na ho

Sham kaa waqt ho sharaab na ho
Waqt itna kabhi kharaab na ho
Sham kaa waqt ho sharaab na ho.