Shaitaniyan Lyrics - Gunjan Malhotra | Sidhant Gupta | Ankit Tiwari

2018

Lyrics

( Ankit Tiwari sings..)

Shab ki baahon mein
So jaaye subah
Khwaabon ko tere
Palkon pe doon sajaa

Shab ki baahon mein
So jaaye subah
Khwabon ko tere
Palkon pe doon sajaa

Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera
Tu hai meri zubaan

Shaitaniyaan raat bhar
Kar le aa tut kar
Badmashiyan raat bhar
Kar le aa tut kar..

Milna tera.. milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa

Tu rubaru hai aarzoo
Aa bhi ja baahon mein tu zaraa

Shataniyan raat bhar
Kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar
Kar le aa toot kar

Saath tere chalta chalun
Anjaan raahon pe yunhi
Rishta koi sadiyon ka tha
Apna lage hai tu kahin
Tu hi sazaa tu hi duaa
Hai mere jeene ki tu wajah

Shaitaniyaan raat bhar
Kar le aa tut kar
Badmashiyan raat bhar
Kar le aa tut kar