Shabnam ka yeh katra song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Shabnam ka ye katra hai
Yaad ka ek sarara
Shabnam ka ye katra hai
Yaad ka ek sarara
Pyar mohabbat kahta hai
Jisko ye jamana sara
Shabnam ka ye katra hai
Yaad ka ek sarara
Pyar mohabbat kahta hai
Jisko ye jamana sara


Karwato ke bad kahi ek
Chahat ki raat to hogi
Karwato ke bat kahi ek
Chahat ki raat to hogi
Is chahat me phir koi
Aisi baat to hogi
Jiski mahfil parde pe hai
Yaad marna gawara
Pyar mohabbat kahta hai
Jisko ye jamana sara
Shabnam ka ye katra hai


Pyar mohabbat se logo
Sunao koi bhi kahani
Pyar mohabbat se logo
Sunao koi bhi kahani
Patjhad mein mil kar ke
Na barse sawan pani
Ye jannat ka phul hai
Koi ya badal awara
Pyar mohabbat kahta hai
Jisko ye jamana sara
Shabnam ka ye katra hai
Yaad ka ek sarara
Pyar mohabbat kahta hai
Jisko ye jamana sara.

More songs from Sharara (1984)