Shabab hi shabab hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Shabab hi shabab hai
Ye raat lajwab hai
Husn hai hizab mein
Ishk pe nakab hai


Idhar udhar yaha waha hai
Mastiyo ke karwa
Mastiyo ke karwa
Umad rahi hai badaliya
Chamak rahi hai bijliya
Chamak rahi hai bijliya
Najar najar sawal hai
Najar najar jawab hai
Shabab hi shabab hai
Ye raat lajwab hai
Husn hai hizab mein
Ishk pe nakab hai


Kadam kadam pe hai nasha
Kisi ko kuch nahi pata
Kisi ko kuch nahi pata
Wo kon tha kidhar gaya
Abhi abhi jo pas tha
Abhi abhi jo pas tha
Azib si ye nind hai
Azib sa ye khwab hai
Shabab hi shabab hai
Ye raat lajwab hai
Husn hai hizab mein
Ishk pe nakab hai


Koi kisi pe mar milta
Koi kisi ka ho gaya
Koi kisi ka ho gaya
Hai ishk ki muwane
Jo pa gaya so kho gaya
Jo pa gaya so kho gaya
Hisab ki na puchhiye
Ye baat behisab hai
Shabab hi shabab hai
Ye raat lajwab hai
Husn hai hizab mein
Ishk pe nakab hai
Shabab hi shabab hai
Ye raat lajwab hai
Husn hai hizab mein
Ishk pe nakab hai.