Shaame suni suni (title) song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Feb 2017.
Shaame suni suni raatein jaagi jaagi
Manzil kahan hain
Kisko pata kya main sochta
Shaame suni suni raatein jaagi jaagi
Manzil kahan hain
Kisko pata kya main sochta


Nazron se naa hoti bayaan
Kisko samjhau dil ki jubaan
Shaame suni suni raatein jaagi jaagi
Manzil kahan hain
Kisko pata kya main sochta


Main jahan thi wahin
Hoon main sathiya
Tanha tum kyu rahe
Naa huyi main juda


Main jahan thi wahin
Hoon main sathiya
Tanha tum kyu rahe
Naa huyi main juda


Fir ye kasi hain mazbooriyan
Kisko samjhau dil ki jubaan


Arzoo hai meri khushiyan
Meri chale yuhi tere sang


Dil mein mere raho yun sada
Shaame suni suni raatein jaagi jaagi
Manzil kahan hain
Kisko pata kya main sochta
Nazron se naa hoti bayaan
Kisko samjhau dil ki jubaan..