Shaam Ke Sanwale Chehare Ko Lyrics - Ustad Ghulam Ali

1999

Lyrics

Shaam ke sanwale chehare ko nikhara jaaye

Kyun na sagar se koi chand ubhara jaaye

Raas aaya nahi taslim ka saahil koi
Raas aaya nahi taslim ka saahil koi
Phir mujhe pyaas ke dariya mein utara jaaye

Mehrbaa teri nazara teri adaye katil
Mehrbaa teri nazara teri adaye katil
Tujhko kis naam se aye doat pukara jaaye
Tujhko kis naam se aye doat pukara jaaye

Raas aaya nahi taslim ka saahil koi
Raas aaya nahi taslim ka saahil koi
Phir mujhe pyaas ke dariya mein utara jaaye
Phir mujhe pyaas ke dariya mein utara jaaye
Kyun na sagar se koi chand ubhara jaaye
Shaam ke sanwale chehare ko nikhara jaaye
Shaam ke sanwale chehare ko nikhara jaaye.