shaam dekho Dhal rahii hai Lyrics - Mohammad Rafi | Usha Khanna
1969
Lyrics
shaam dekho dhal rahii hai
panchhii dekho jaa rahe hai
tu bhi chal mere sang o jivan saathii
shaam dekho dhal rahii hai
panchhii dekho jaa rahe hai
tu bhi chal mere sang o jivan saathii
shaam dekho dhal rahii hai
hai shaam ke anchal main, mastii hai bhiigii bhiigii
aur de rahii hai dhadakan, aavaaz dhiimii dhiimii
aavaaz dhiimii dhiimii
tu bhi chal mere sang o jivan saathii
shaam dekho dhal
ye niil kamal si aankhen, hai kaajal bin kajarari
hai (ras sambhalake ??) ye sundar pyaarii pyaarii
ye sundar pyaarii pyaarii