Sehma sehma song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 Nov 2006.
Shaam se aaj saans bhaari hai
Beqaraari hai beqaraari hai
Aapke baad har ghadi humne
Aapke saath hi guzaari hai


Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Sehma sehma dara sa rehta hai


Ishq mein aur kuchh nahi hota
Ishq mein aur kuchh nahi hota
Aadami bawara sa rehta hain
Aadami bawara sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Sehma sehma dara sa rehta hai


Ek pal dekh loon to uthta hoon
Ek pal dekh loon
Ek pal dekh loon to uthta hoon
Jhal gaya sab zara sa rehta hain
Jhal gaya sab zara sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Sehma sehma dara sa rehta hai


Chaand jab aasmaan pe aa jaaye
Chaand jab aasmaan pe aa jaaye
Aapka aashra sa rehta hain
Aapka aashra sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Sehma sehma dara sa rehta hai


Sehma sehma dara sa rehta hai
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Jaane kyun jee bhara sa rehta hain
Sehma sehma dara sa rehta hai.