Sawan ki raat song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.V. Meiyappan. This song was released on 01 Jan 2018.
Sawan ki raat kari kari
Sawan ki raat kari kari
Jiyra satave mora
Piyra na aaye
Haye baat takat main to
Hari hari
Sawan ki raat kari kari
Sawan ki raat kari


Bahar barsat badra pal pal
Aur edar akhiyan mein jal thal
Bahar barsat badra pal pal
Aur edar akhiyan mein jal thal
Mein wo abhagan radha
Mein wo abhagan radha jiske
Ruth gaye banwari
Sawan ki raat kari kari
Sawan ki raat kari


Neyina jitna neer bahaye
Aur bhi badan ki
Agan bhadkaye
Neyina jitna neer bahaye
Aur bhi badan ki
Agan bhadkaye
Sawan se kahe do ab jaaye
Sawan se sawan se
Sawan se kahe do ab jaaye
Raat gayi fulwa re
Sawan ki raat kari kari
Sawan ki raat kari
Sawan ki raat kari
Sawan ki raat kari
Sawan ki raat kari
Raat kari raat kari.