Sawaal (title) song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Nabeel Nihal Chishty. This song was released on 21 Sep 2002.
Ek sawaal sa uthta raha
Kya kabhi tu ho saka mera
Lagta hai yeh pyaar mera
Yeh pyaar nahin sacha mera


Mann main jaagay yeh armaan
Ratain katna na asaan
Jeeta raha is aas par
Takta raha teri raah par


Tujhe ko chaha hai
Bas yeh gunaah hai
Gar jo tuna aa
Par na deh mujhko yeh saza


Kya kabhi tu ho saka mera
Dil ko haar hona
Bas kisi ko chaho na
Jo tu chahay
Milta nahin kisi ko yahan


Aas hai pyaas hai
Bhadakti see ek aag hai
Jalta raha aik shola sa
Aa keh bujha oo sajna


Ek sawaal sa uthta raha
Aa aaaa aaaa.