Sau saal jiyo tum jaan meri song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ratan Mohan. This song was released on 01 Jan 2018.
Saja hai aaj mera ghar
Kisi dulhan ki tarah
Najar ke samne tum
Aa gaye chaman ki tarah
Bahar jaisi jawani
Tumhe mubarak ho
Tumhara pyar bhi mahke
Mere badan ki tarah


Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye


Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye


Tum saath raho to aankho mein
Armano ki barat saje
Phulo ki tarah har dil mahke
Khwabo ki tarah har raat saje
Khwabo ki tarah har raat saje
Meri mang suhagan kahalaye
Jo rang tera pad jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye


Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye.