Sau barson tak song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B.R. Sahni. This song was released on 01 Feb 1998.
Sau barson tak main tumhe
Bas yuhi dekha karu
Sau barson tak main tumhe
Bas yuhi dekha karu
Sau barson ke bad main
Sau barson main hairan rahu
Phir so barso duniya ki
Har bhasa mein ye kahu
Sadiya beet gayi hai main
Tumse mohabbat karta hu
Sau barson tak mai tumhe
Bas yuhi dekha karu


Gujarta samay bhi
Ye mud mud ke dehke
Mohabbat mein kaise
Koi kho gaya hai
Gujarta samay bhi
Ye mud mud ke dehke
Mohabbat mein kaise
Koi kho gaya hai
Kahe chand tare
Suna hai jami par
Kisi ka deewana koi ho gaya hai
Kisi ka deewana koi ho gaya hai


Sau barson tak man hi man
Mai tumko chaha karu
Sau barson tak man hi man
Ma tum par marta rahu
Phir so barso dunia ki
Har bhasa mein ye kahu
Sadiya beet gayi hai main
Tumse mohabbat karta hu
Sau barson tak main tumhe
Bas yuhi dekha karu


Hawa sun rahi hai
Hai sunti fizaye
Pahado pe gunji
Meri ye sadaye
Hawa sun rahi hai
Hai sunti fizaye
Pahado pe gunji
Meri ye sadaye
Maru ya jiu mai
Tumhara rahunga
Amar pyar mera
Amar hai wafaye
Amar pyar mera
Amar hai wafaye


Sau barson tak ban ke main
Ek jogi phirta rahu
Sau barson ek naam ki
Mala main japta rahu
Phir so barso dunia ki
Har bhasa mein ye kahu
Sadiya beet gayi hai main
Tumse mohabbat karta hu
Sau barson tak main tumhe
Bas yuhi dekha karu.