Yeh sarsaraati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Yeh hawa..
Sarsariya.. Sarsariya.. Kyun na lehra ke main bhi Disha disha nagar nagar jaun
Khila khila sa jo Mera ye mann hai Khila khila sa jo Mera ye tann hai
Jo rang rang hai.. mere sapne Toh sab rang hi.. laage apne
Jo ruth koi chhayi toh chha jaane de Jo aayi angdaai toh aa jaane de Hawaayein jo batayein wohi maan le Tu mann ki satrangi hai ye jaan le
Yeh sarsarati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya
Yeh hawa..
Sarsariya.. Sarsariya.. Kyun na lehra ke main bhi Disha disha nagar nagar jaun
Lage ke abhi tu hai anjaani Jagat mein jitna.. bhi hai paani Hai prem utna.. mere mann mein Tu hi to basi hai mere jeevan mein
Teri vani mere mann me samati toh hai Teri baat mujhe sapne dikhati toh hai Tujhe jo dekhu badhti ye dhadkan toh hai Huyi meethi meethi si mann mein Uljhan toh hai
Yeh sarsarati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Yeh hawa..
Sarsariya.. Sarsariya.. Kyun na lehra ke main bhi Disha disha nagar nagar jaun Sarsariya..