Sarkar na lautana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nirmal Anand. This song was released on 01 Jan 2018.
Sarkar na lutana mere
Pyaar ka najrana suno jee
Arman bhara dil hai
Yeh apka deewana
Sarkar na lutana mere
Pyaar ka najrana suno jee
Arman bhara dil hai
Yeh apka deewana


Tu kya jane tere liye
Mein kidhar kidhar gai
Tu jo nazar aaya
Meri zindgi sawar gai
Zulmi nazar teri sanam
Dil mein yu uttar gai
Mujko aisa laage
Jaise jite ji main mar gai
Haye mar gai suno jee
Arman bhara dil hai
Yeh apka deewana
Sarkar na lutana mere
Pyaar ka najrana suno jee
Arman bhara dil hai
Yeh apka deewana


Jee mein aaya badke sanam
Haath tera tham lu
Daal ke aankhon me aankhey
Pyar bhara jaam  du
Tu hi bata sakt se
Mein aur kitna kaam lu
Jab bhi dard dil mein utthe
Tab bhi tera naam lu
Tera naam lu suno jee
Arman bhara dil hai
Yeh apka deewana
Sarkar na lutana
Mere pyaar ka najrana
Suno jee arman bhara dil hai
Yeh apka deewana.