Sare chirag gul kar do song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sudarshan. This song was released on 01 Jan 2018.
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do


Maine aaj ek jalwa lajawab
Dekha  hai
Maine aaj ek jalwa lajawab
Dekha  hai
Pehli bar ankho ne ye
Shaba dekha hai
Ye raz  ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Ye raz  ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do


Hoshiyar diwano beadab na
Ho jana
Hoshiyar diwano beadab na
Ho jana
Husan dekho jag utha hai tum
Kahi na so jana
Ye raz  ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Ye raz  ye fasana ye saz
Ye tarana na jan le zamana
Meri ja
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai
Sare chirag gul kar do.