Saqiya hosh kahan tha song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aankh ko jaam samajh
Baitha tha anjaane mein
Aankh ko jaam samajh
Baitha tha anjaane mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewaane mein


Jaane kis baat ki unko hain
Shikaayat mujhse
Jaane kis baat ki unko hain
Shikaayat mujhse
Naam tak jinka nahin hain
Mere afsaane mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewane mein


Dil ke tukdon se teri yaad ki
Khushboo na gayi
Dil ke tukdon se teri yaad ki
Khushboo na gayi
Hue main baaqi hain toote huye
Paimaanon mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewane mein


Dil-e-barbad mein
Umeed ka aalam kya hain
Dil-e-barbad mein
Umeed ka aalam kya hain
Timtimathi huyee ik
Shamma hai veeraane mein
Saaqiya hosh kahan tha
Tere deewane mein.