Saqi sharab de de song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaya hoon maikade mein
Tu behisaab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Aaya hoon maikade mein
Tu behisaab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de


Deewana hoon main tera
Paimaana mangata hoon
Deewana hoon main tera
Paimaana mangata hoon
Botal ki baat kya hain
Maikhana maangata hoon
Botal ki baat kya hain
Maikhana maangata hoon
Peene ka zikra saaqi
Rozana mangta hoon
Tere karam ka adna
Nazrana maangta hoon
Woh paitre jamaal ka
Husne shabaab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de


Paani baras ke tham gaya
Badali bhi chhat gayi
Paani baras ke tham gaya
Badali bhi chhat gayi
Ek doar hi chala tha ke
Barsaat kat gayi
Ek doar hi chala tha ke
Barsaat kat gayi
Saqi teri nigaah se
Kismat palat gayi
Maikash ke dil ki
Tashngi jo thi mit gayi
Ik baat phir peela de
Yaa phir tu jawaab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de


Rindo mein ghul macha hai
Paimaane jhoomte hai
Rindo mein ghul macha hai
Paimaane jhoomte hai
Ek jhaam peeke saare
Mastaane jhoomte hain
Ek jhaam peeke saare
Mastaane jhoomte hain
Shamaa pe jis tarha se
Parwane jhoomte hai
Peete hai hum sharaab
Aur maikhane jhoomte hai
Maisar mein milega tujhe
Is ka shawaaab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de


Rindo mein ghul macha hai
Paimaane jhoomte hai
Rindo mein ghul macha hai
Paimaane jhoomte hai
Ek jhaam peeke saare
Mastaane jhoomte hain
Ek jhaam peeke saare
Mastaane jhoomte hain
Shamaa pe jis tarha se
Parwane jhoomte hai
Peete hai hum sharaab
Aur maikhane jhoomte hai
Maisar mein milega tujhe
Is ka shawaaab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de


Tune peela ke saaqi
Sabko tabaah kiya hai
Tune peela ke saaqi
Sabko tabaah kiya hai
Iska hisaab hoga
Ye tune kya kiya hai
Iska hisaab hoga
Ye tune kya kiya hai
Badnaam naam tune
Angoor ka kiya hai
Kaatil zameen phir bhi
Tujhse nirvaah kiya hain
Hum ab tak hai hosh mein
Khana kharaab de de


Aaya hoon maikade mein
Tu behisaab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de
Saqi sharab de de.