Sanwariya song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sanwariya sanwariya
Sanwariya sanwariya
Mere shehar ki galiyaan
Baago mein khilti kaliyaan
Karti udika teriyaan
Honto pe teri baate
Tham si jaati hain sansein
Hai bas udika teriyaan
Sanwariya sanwariya sanwariya


Phoolon pe shabnam
Likhati hai naam tera
Meri gumsum aankhe
Harpal takti rasta tera
Phoolon pe shabnam
Likhati hai naam tera
Meri gumsum aankhe
Harpal takti rasta tera
Sanwariya sanwariya
Sanwariya sanwariya
Mere shehar ki galiyaan
Baago mein khilti kaliyaan
Karti udika teriyaan
Honto pe teri baate
Tham si jaati hain sansein
Hai bas udika teriyaan
Sanwariya…


Chaahu na main toh
Kuchh bhi sajna tere siwa
Tera hi gun hain sine mein
Tu hi hai dava
Chaahu na main toh
Kuchh bhi sajna tere siwa
Tera hi gun hain sine mein
Tu hi hai dava
Sanwariya sanwariya
Sanwariya sanwariya
Mere shehar ki galiyaan
Baago mein khilti kaliyaan
Karti udika teriyaan
Honto pe teri baate
Tham si jaati hain sansein
Hai bas udika teriyaan
Sanwariya.