Samay Ke Haath Ka Kathputla Hai Is Jag Me Insaan, Chal Musafir Chal Yahan Lyrics - Pradeep
in Movies
Watch the Video
Song Information
Samay ke haath ka kathputla hai is jag me insaan, chal musafir chal yahan song is from Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971) and it is sung by Pradeep.It stars Dara Singh, Ameeta and Geetanjali in leading roles. This song is penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) and composed by Chitragupt. It is produced by Bee Joy Films. This song was released on 24 Oct 1971.
Lyrics
samaye ke hath ka kathputla hai is jag me insan
sach mano ae dunia valo samaye bada balwan
chal musafir chal yaha koi nahi hai tera
chal hua pura teri takdir ka fera
chal musafir chal yaha koi nahi hai tera
jag me lattu ki tarah tu khub rey ghuma
dogali dunia me dhar dhar khub tu jhuma
jag me lattu ki tarah khub rey ghuma
dogali dunia me dhar dhar khub tu jhuma
ab na karna juthi nagri me koi fera
chal musafir chal yaha koi nahi hai tera
chal musafir chal yaha koi nahi hai tera
kis liye ae bawle biti pe rota hai
patharo ke desh me aisa hi hota hai
rey kis liye ee baware biti pe rota hai
patharo ke desh me aisa hi hota hai
chal tujhe durbhagaye ki aandhi ne hai ghera
chal musafir chal yaha koi nahi hai tera
chal hua pura teri takdir ka ghera
chal musafir chal yaha koi nahi hai tera
chal musafir chal yaha koi nahi hai tera