Sakhtiyaan karta hoon dil par song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main
Haay kya achchhi kahi
Zalim hoon main jahil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main


Main jabhi tak tha ke teri
Jalwa pairai na thi
Main jabhi tak tha ke teri
Jalwa pairai na thi
Jo numud e haq se mit
Jata hai woh baatil hoon main
Jo numud e haq se mit
Jata hai woh baatil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main


Bazm e hasti apni aaraish
Pe tu nazan na ho
Bazm e hasti apni aaraish
Pe tu nazan na ho
Tu to ik tasveer hai mehafil
Ki aur mehafil hoon main
Tu to ik tasveer hai mehafil
Ki aur mehafil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main


Dhundhata phirta hoon
Aye iqbaal apne aap ko
Dhundhata phirta hoon
Aye iqbaal apne aap ko
Aap hi goya musafir
Aap hi mazil hoon main
Aap hi goya musafir
Aap hi mazil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main.