Saj dhaj ke main toh song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Saj dhaj ke main toh
Doli chadhogi apne piya ki
Saato janam sakhi main toh
Rahungi apne piya ki
Saj dhaj ke main toh
Doli chadhogi apne piya ki
Saato janam sakhi main toh
Rahungi apne piya ki
Sapna yeh mera saakaar hoga
Sapna yeh mera saakaar hoga
Naino mein rango ka tyohaar hoga
Saj dhaj ke main toh
Doli chadhogi apne piya ki
Saato janam sakhi main toh
Rahungi apne piya ki


Hoga woh toh sabse
Neerala sabse neerala
Mere sune mann ka
Ujala mann ka ujala
Vyakul hain ye naina
Yeh mere naina yeh mere
Dekhu mukhda woh bhola
Bhala woh bhola bhala
Jeevan mein mere
Bas pyaar hoga
Jo woh kahenge svikaar hoga
Saj dhaj ke main toh
Doli chadhogi apne piya ki
Saato janam sakhi main
Toh rahungi apne piya ki


Saasu ji ka dil jeet
Lungi dil jeet lungi
Nandi ko main bahena
Kahungi bahena kahungi
Honge kitane pyare
Sasurji pyare sasurji
Beti banke seva
Karungi seva karungi
Khushio ka woh sansaar hoga
Prem hi mera sringaar hoga
Saj dhaj ke main toh
Doli chadhogi apne piya ki
Saato janam sakhi main
Toh rahungi apne piya ki
Sapna yeh mera saakaar hoga
Sapna yeh mera saakaar hoga
Naino mein rango ka
Tyohaar hoga
Saj dhaj ke main toh
Doli chadhogi apne piya ki
Saato janam sakhi main
Toh rahungi apne piya ki.