Ab na mujhko yaad beetaMain toh lamhon mein jeetaChala ja raha hoonMain kahaan pe ja raha hoon…Kahaan hoon?Iss yaqeen se main yahan hoonKi zamana yeh bhala haiAur jo raah mein mila haiThodi door jo chala haiWoh bhi aadmi bhala thaPata tha…Zara bas khafa thaWoh bhatka sa raahi mere gaanv ka hiWoh rasta puraana jisey yaad aanaZaroori tha lekin jo roya mere binWo ek mera ghar thaPuraana sa darr thaMagar ab na main apne ghar ka rahaSafar ka hi tha main safar ka rahaIdhar ka hi hoon na udhar ka rahaSafar ka hi tha main safar ka raha (x2)
Main raha… o o…Main raha… wo o…Main raha…Meel pattharon se meri dosti haiChaal meri kya hai raah jaanti haiJaane rozana… zamana wohi rozanaShehar shehar fursaton ko bechta hoonKhaali haath jaata khaali laut’ta hoonAise rozana.. rozana khud se begana…Jabse gaanv se main shehar huaItna kadva ho gaya ki zehar huaMain toh rozanaNa chaaha tha yeh ho jaana maineYe umrr, waqt, raasta.. guzarta rahaSafar ka hi tha main safar ka rahaIdhar ka hi hoon na udhar ka rahaSafar ka hi tha main safar ka raha (x2)Main raha.. oo..Main raha.. wo..Main raha…Safar ka hi tha main safar ka rahaAlso Listen to Radha from JHMS