Sabko maloom hain song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 17 Apr 1999.
Sabko maalum hai main sharaabi nahi
Phir bhi koyi pilaaye toh main kya karu
Sabko maalum hai main sharaabi nahi
Phir bhi koyi pilaaye toh main kya karu
Sirf ek bar nazaro se nazare mile
Sirf ek bar nazaro se nazare mile
Aur kasam tut jaaye toh main kya karu
Aur kasam tut jaaye toh main kya karu


Mujhko maikash samajhate hai sab vada kash
Mujhko maikash samajhate hai sab vada kash
Kyun ki unaki tarah ladakhadata hu main
Mere rag rag mein nasha mohabbat kaa hai
Mere rag rag mein nasha mohabbat kaa hai
Mere rag rag mein nasha mohabbat kaa hai
Jo samajh mein naa aye toh main kya karu
Sirf ek bar nazaron se nazare mile
Sirf ek bar nazaron se nazare mile
Aur kasam tut jaaye toh main kya karu
Aur kasam tut jaaye toh main kya karu


Hal sunkar meraa sehame sehame hai woh
Hal sunkar meraa sehame sehame hai woh
Koyi aaya hai julfe bikhere huye
Maut aur zindagi dono hairaan hai
Maut aur zindagi dono hairaan hai
Maut aur zindagi dono hairaan hai
Dum nikal ne naa paaye,
toh main kya karu
Sirf ek bar nazaro se nazare mile
Sirf ek bar nazaro se nazare mile
Aur kasam tut jaaye toh main kya karu
Aur kasam tut jaaye toh main kya karu
Dum nikale naa paaye mai kya karu


Kaisi lat kaisi chaahat kaha ki khata
Kaisi lat kaisi chaahat kaha ki khata
Bekhudi mein hai anabar khudi ka nasha
Zindagi ek nashe ke siva kuchh nahi
Zindagi ek nashe ke siva kuchh nahi
Zindagi ek nashe ke siva kuchh nahi
Tumko pina naa aaye toh main kya karu
Sirf ek bar nazaro se nazare mile
Sirf ek bar nazaro se nazare mile
Aur kasam tut jaaye toh mai kya karu
Aur kasam tut jaaye toh mai kya karu
Sabko maalum hai mai sharaabi nahi
Phir bhi koyi pilaaye toh main kya karu
Sabko maalum hai mai sharaabi nahi
Phir bhi koyi pilaaye toh main kya karu.