Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laanaSab ki baaraatein aayi doli tu bhi laanaDulhan banaake humko rajaji le jaanaSab ki baaraatein aayiChaaha tha maine, socha tha maineKya kya the armaan dil nadaan keAankhon mein aansu aayeHo, aankhon mein aansu aayePar koi na aayaAb to kisi ko bhi apna ke hai bulaanaSab ki baaraatein aayiIn aankhon mein thi ek raat sajiHaathon mein kabhi choodi si bajiPar aankh khuli to aaya nazarNa raat saji na choodi bajiMera toota tha dil, uski jhankar thiSaara voh rang tha mere khoone dil kaYeh to hai rona dil kaHaan, yeh to hai rona dil kaKaahe ka taraanaAb to kisi ko bhi apna ke hai bulaana
Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laanaDulhan banaake humko rajaji le jaanaSab ki baaraatein aayiAa aah, aa aah, aa aahChalo jo bhi hua, voh khoob huaAb har koi mehboob huaHai sab ke liye yeh raat meriAb to hai yehi aukaat meriHaske bheege palak chamkaana haiSooni baahein ada se laheraana haiGham khaake aansu peekeHo, gham khaake aansu peekeMehfil mein gaanaAb to kisi ko bhi apna ke hai bulaanaSab ki baaraatein aayi doli tu bhi laanaDulhan banaake humko rajaji le jaanaSab ki baaraatein aayi doli tu bhi laanaDulhan banaake humko rajaji le jaanaSab ki baaraatein aayiAa aah.