Sab pyar mohabbat song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S.M. Iqbal. This song was released on 01 Jan 2018.
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut
Sab pyar mohabbat jhuth
Har wada jaye tut
Teri bat nahi
Teri bat nahi mat ruth
Yaar yaar yaar yaar yaar


Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut
Teri bat nahi mat ruth
Yaar yaar yaar yaar yaar
Sab pyar mohabbat jhuth, shut


Mat soch ye aankh micholi hai
Pistol ke andar goli hai, kya hai
Mat soch ye aankh micholi hai
Pistol ke andar goli hai
Na chunari hai na choli hai
Taiyar khadi hu pehan ke
Mai teri vardi tere but, shut
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut


Na ghumne leke jata hai
Na sinema hi dikhlata hai
Na aata hai na jata hai
Na aata hai na jata hai
Tu aa jaye aa jaye
Meri jaan to jaye chhut, shut
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut


Mai teri rapat likhvaungi
Kal subha mai tahne jaungi
Tujhe hathkadiya ha hathkadiya
Tujhe hathkadiya ha lagvaungi
Ha ha lagvaungi


Tu thanedar sahi lekin
Ab to nahi sakta chhut, shut
Sab pyar mohabbat jhuth, shut
Har wada jaye tut, shut
Na na na na
Teri bat nahi
Teri bat nahi mat ruth


Yaar yaar yaar yaar yaar
Yaar yaar yaar yaar yaar
Yaar yaar yaar yaar yaar.