Saawan jhoola jhool ke nikla song is from and it is sung by and .It stars Shanta Apte, Keshavrao Date and Shakuntala Paranjpye in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1937.
sawan jhula jhul ke nikala
bhado ki aai bahar
sawan jhula jhul ke nikala
bhado ki aai bahar
nanhi nanhi bundan ki bochhar
kali kali ko karti pyar

kahti fal phulan ki dar
aaha bharat piyara
aaha bharat piyara
hai wo jag se niyara
bhart mata ki dekhan shobha
devi ne bheja kuwar
devi hi puja me
karta tha fal phulo se satkar
aake kahane laga ye kuwar
aaha bharat piyara
aaha bharat piyara
hai wo jag se niyara
aaha bharat piyara
aaha bharat piyara
hai wo jag se niyara

aai diwali chamakan lage ghar r diwar
aai diwali chamakan lage ghar r diwar
pag pag upar shobha nichhavar jagmag utha sansar
pag pag upar shobha nichhavar jagmag utha sansar
hanst hanst chalt firat umang me nar naar
hanst hanst chalt firat umang me nar naar
kisi ke gale fulan ke har
kisi ke pandal ki jhankar
yahi jhankar ki thi pukar
aaha bharat piyara
hai wo jag se niyara
aaha bharat piyara
aaha bharat piyara
mera bharat piyara