saathii re, tujh bin jiyaa udaas re Lyrics - Manoj Kumar | Kumud Chhugani | Lata Mangeshkar
1965
Lyrics
saathii re saathii re
tujh bin jiyaa udaas re
ye kaisii an_bujh pyaas re
aajaa aajaa
saathii re
donon jahaan se duur yahaan main
bhatak rahii main jaane kahaan main
saathii re
naa main kaayaa, naa main chhaayaa
phir kyon dole, man bharamaayaa man bharamaayaa
saathii re
pyaar kii main an_buujhii kahaanii
kuchh jaanii aur kuchh an_jaanii
saathii re
tujh bin jiyaa udaas re
ye kaisii an_bujh pyaas re
aajaa aajaa
saathii re
donon jahaan se duur yahaan main
bhatak rahii main jaane kahaan main
saathii re
naa main kaayaa, naa main chhaayaa
phir kyon dole, man bharamaayaa man bharamaayaa
saathii re
pyaar kii main an_buujhii kahaanii
kuchh jaanii aur kuchh an_jaanii
saathii re