Saare Jahan Se Achha Hindustan Hamara Lyrics - Naaz | Daisy Irani | Asha Bhosle

1959

Lyrics

saare jahan se achha hindustan hamara
saare jahan se achha hindustan hamara
hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara
saare jahan se achha hindustan hamara
parbat hai iske unche, payari hai iski nadiya
parbat hai iske unche, payari hai iski nadiya
aakash me isike gujri hazaro sadiya
gujri hazaro sadiya
hasta hai bijliyo par ye aashiyan hamara
hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara
saare jahan se achha hindustan hamara
viraan kar diya tha aandhi ne is chaman ko
viraan kar diya tha aandhi ne is chaman ko
dekar lahu bachhaya gandhi ne is chaman ko
gandhi ne is chaman ko
raksha karega ishki har naujawan hamara
hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara
saare jahan se achha hindustan hamara