Saajan mera us paar hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manmohan Desai. This song was released on 29 Dec 1988.
Saajan mera uss paar hai
Milane ko dil bekaraar hai
Saajan mera uss paar hai
Milane ko dil bekaraar hai


Mausam bhi aa pahuncha shehnaayi ka
Abb hamako dar kaisa tanhaayi ka
Mausam bhi aa pahuncha shehnaayi ka
Abb hamako dar kaisa tanhaayi ka
Jivan ko jiska intjaar hai
Aane hi waali woh bahaar hai
Jivan ko jiska intjaar hai
Aane hi waali woh bahaar hai
Saajan mera uss paar hai
Milane ko dil bekaraar hai


Jinaki chaahat mein akhiya tarasi hai
Jinase milane ko baraso barasi hai
Jinaki chaahat mein akhiya tarasi hai
Jinase milane ko baraso barasi hai
Honewaala unak deedaar hai
Unako bhi mera intjaar hai
Honewaala unak deedaar hai
Unako bhi mera intjaar hai
Saajan mera uss paar hai
Milane ko dil bekaraar hai


Ghunghat mera jab uthaayenge
Ik duje mein hum kho jaayenge
Ghunghat mera jab uthaayenge
Ik duje mein hum kho jaayenge
Kadamon mein unake hi sansaar hai
Yeh toh janmo janmo ka pyaar hai
Kadamon mein unake hi sansaar hai
Yeh toh janmo janmo ka pyaar hai
Saajan mera uss paar hai
Milane ko dil bekaraar hai.