Saaiyaan Lyrics - Ranveer Singh | Priyanka Chopra | Arjun Kapoor | Shahid Mallya

2014

Lyrics

Kal mira tadpi kanha ko
Sab laj samaj ganvai re
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai bari kanha ki aayi re

Mori jaan gai (mori jaan gai)
Ho.. Tora khel hua (tora khel hua)
Mujhse main rootha
Mujh mein main tuta

O.. Mujh se main rootha
Mujh mein main tuta
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai luta (khud hi hai luta)
Lutlut ke.. Lut lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

(2x)
Saiyaan.. Hud main ki karaan
Saaiyaan.. Jee laan ya maraan
Saaiyan.. Rab mujh se khafa
Saiyaan..

Mujh se main rootha
Mujh mein main tuta
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai luta (khud hi hai luta)
Lutlut ke.. Lut lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

(2x)
Saaiyaan.. Hud main ki karaan
Saiyan.. Jee laan ya maraan
Saiyaan.. Rab mujh se khafa
Saaiyan..

Ho.. Sapno ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na man majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaye na
Phir bhi aawazen sune baadlon ke paar se
Rus rus ke.. Rusrus ke..
Mann se manjana khud hi yaar bina

(2x)
Saaiyaan.. Hud main ki karaan
Saaiyaan.. Jee laan ya maraan
Saiyan.. Rab mujh se khafa
Saiyaan..