Rukh se parda utha hai zara sakiya,Bas abhi range mehfil badal jayega,Rukh se parda utha hai zara sakiya,Bas abhi range mehfil badal jayega,Hai jo behosh woh, hosh mein ayega,Girne wala hai jo, sambhal jayega,Rukh se parda utha hai jara sathiyo,Bas abhi range mehfil badal jayega,Rukh se parda utha haiTum tasali na do, sirf baithe raho,Waqt kuch mere marne ka tal jayega,Kya yeh kam hai mashiha ke rehne se,Maut ka bhi irada badal jayega,Rukh se parda utha hai
Teer ki jaa dil dil ki jaa teerTeer ko you na khicho kaha maan loTeer ki jaa dil dil ki jaa teerTeer ko you na khicho kaha maan loTeer khicha to dil nikal aayegaDil jo nikala toh dam bhi nikal aaye gaa.Rukh se parda utha haiIske hasne mein rone ka andaaz haiKhaak udaane main fariyaad ka raaz hainIs ko chhedo na anval khuda ke liyeWarna bimaar ka dam nikal aayegaRukh se parda utha hai jara sathiyo,Bas abhi range mehfil badal jayegaHai jo behosh woh, hosh mein ayega,Girne wala hai jo, sambhal jayega,Rukh se parda utha hai.