Roko Na Lyrics - Haseena | Leena | Innayat | Arpit | Shom Chanda | Ali Aslam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Roko na song is from Haseena (2017) and it is sung by Shom Chanda and Ali Aslam.It stars Leena, Innayat, Arpit, Ankur in leading roles. This song is penned by Rishi Aazad and composed by Vishnu Narayan. It is produced by Jitendra B. Wagadia, Vicky Ranawat. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Roko na yun
Pass aane de
Khud mein mujhe
Tu utar jaane de
Rukja jara baaki hai raat
Khud ko mujhe tu samjhane de
Teri na se lagta hai darr
Yeh raat na jaaye guzarr
Roko na yun
Pass aane de
Khud mein mujhe
Tu utar jaane de
Bhiga tan man barishon mein
Aag sa jalta hai
Tere dil mien dekhke mujhe
Jaane kya chalta hai
Tere lab pe apne lab se
Aa main ulphat likh doon
Apne dil pe naam tera
Main mohobbat likh doon
Aisi baatein tu mujhse na kar
Yeh raat na jaaye guzarr
Roko na yun
Pass aane de
Khud mein mujhe
Tu utar jaane de
Khud mein mujhe
Tu utar jaane de.