Ro kar main jo kahti hun song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ro kar main jo kahti hoon
Mere gham ka fasana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana
Ro kar mai jo kahti hoon
Mere gham ka fasana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana


Har ashq me baseba hai
Tufa mere gham ka
Har ashq me baseba hai
Tufa mere gham ka
Aye dil inhi aasu mein
Kahi dub na jana
Aye dil inhi aasu mein
Kahi dub na jana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana
Ro kar main jo kahti hoon
Mere gham ka fasana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana


Fariyad bhi nakam aayi
Tere dar se
Fariyad bhi nakam aayi
Tere dar se
Shayad yaha bhi nahi
Ab mere thikana
Shayad yaha bhi nahi
Ab mere thikana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana
Ro kar main jo kahti hoon
Mere gham ka fasana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana


Tharra kar meri aankho se
Aasu nikal aaye
Tharra kar meri aankho se
Aasu nikal aaye
Jisme tha mere tute
Dil ka fasana
Jisme tha mere tute
Dil ka fasana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana
Ro kar main jo kahti hoon
Mere gham ka fasana
Has deta hai sunkar
Use bedard zamana.