Rishta tera mera (female) song is from and it is sung by .It stars Sanjay Dutt, Zeba Bakhtiar and Amrish Puri in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sultan Ahmed. This song was released on 24 Mar 1995.
rishta tera mera sabse hai yala
rishta tera mera sabse hai yala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala
rishta tera mera sabse hai yala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala

rishta yashoda ka jo shyam se hai
koshalya ka rishta jo ram se hai
rishta yashoda ka jo shyam se hai
koshalya ka rishta jo ram se hai
jo faatima ka
jo faatima ka husen-o-hasan se
rishta hai isaa ka jo mariyam se
bandhan ye sare jahan se nirala
bandhan ye sare jahan se nirala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala
rishta tera mera sabse hai yala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala

maangu murade, duaye lutau
har saal mera janamdin manau
maangu murade, duaye lutau
har saal mera janamdin manau
khali kabhi bhi
khali kabhi bhi na ho meri gaagar
tujhpe lutau main mamta ka saagar
mamta ke aanchal mein tujhko hai pala
mamta ke aanchal mein tujhko hai pala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala
rishta tera mera sabse hai yala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala
rishta tera mera sabse hai yala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala
main teri maiya, tu hai mera lala
tu mera lala