Reh reh ke teri yaad song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2011.
Rah rah ke teri yaad
Sataye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad
Sataye toh kya karun
Dil ko mere qaraar
Na aaye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad


Maine toh phir chaman mein
Nasheman banaya tha
Maine toh phir chaman mein
Nasheman banaya tha
Maine toh phir chaman mein
Nashemann banaya tha
Bijali chaman mein koi
Giraye toh kya karun
Bijali chaman mein koi
Giraye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad


Woh mere paas aaye
Khuda jaane baar baar
Woh mere paas aaye
Khuda jaane baar baar
Woh mere paas aaye
Khuda jaane baar baar
Daaman ko ab hamse
Bachaye toh kya karun
Daaman ko ab hamse
Bachaye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad


Main toh na pee raha tha
Kabhi bhool ke magar
Main toh na pee raha tha
Kabhi bhool ke magar
Main toh na pee raha tha
Kabhi bhool ke magar
Woh khud nazar se apni
Peelaye toh kya karun
Woh khud nazar se apni
Peelaye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad
Sataye toh kya karun
Rah rah ke teri yaad.