Rangon main khoya song is from and it is sung by .It stars Rahul Roy, Avinash Wadhawan and Pooja Bhatt in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mukesh Bhatt. This song was released on 18 Sep 1992.
Tu hain rangon main khoya
Tujh se baat kya karun
Kaise hogi yeh tujh se
Mulaaqat kya karun
Teray baray main socha
Sari raat kya karun
Kaisay hoga tera mera
Saath kya karun
Mein woh dhoondun ga nishan
Tujh se milna hain jahan


Eh meri jaan teray liye
Har kahein jaoon ga
Le jayein ge raste jahan
Mein wahin jaoon ga
Mein benishan beaasman
Bezameen jaaun ga
Pa keh tujhe phir
Tu kahin mein nahin jaoon ga


Tu hai rangon main khoya
Tujh se baat kya karun
Kaisay hogi yeh tujh se
Mulaaqat kya karun
Teray baray mein socha
Sari raat kya karun
Kaisay hoga tera mera
Saath kya karun
Najanay kyon betaab tha
Woh to mera khwaab tha


Aashna yeh zameen
Ajnabi shehar hain
Jaoon kahan eh sahib-e
Dhoop ka zehar hain
Aur dinon ki roshni se
Bari nehar hain
Phir bhi meray dill mein kisi
Aas ki lehar hai


Eh meri jaan tere liye
Har kahin jaoon ga
Le jayein ge rastay jahan
Mein wahin jaoon ga
Mein benishan beaasman
Bezameen jaoon ga
Pa keh tujhe phir
Tu kahin mein nahin jaoon ga.