rang laga_ii lo laaj saram tuune chhiinii re Lyrics - Ajay Devgan | Kajol | Mahima Chaudhary | Abhijit | Alka Yagnik
1999
Lyrics
rang laga_ii lo ang laga_ii lo goriyaa hamare sang
kaa kahat ho
aaj zaraa saa pyaar karo tum
thiik kahat ho
kal kar la_iiyo jang
laaj saram tuune chhiinii re mose nainaa milaa_ii ke
karanii na thii jo kar diinii re tose nainaa milaa_ii ke
laaj saram
sab chhiinii re tose nainaa milaa_ii ke
karanii na thii jo kar diinii re tose nainaa
haan tose nainaa milaa_ii ke
rang nikal jaa_e to kahiyo saarii umariyaa dhote rahiyo
torii chunar rang diinii re tose nainaa milaa_ii ke
haan nainaa tose nainaa milaa_ii ke
o o kuchh dekhaa phir kuchh naa dekhaa
kuchh dekhaa haay naa dekhaa
kuchh dekhaa phir kuchh naa dekhaa
kaun kasam aur kaun sii rekhaa
tod ke bas rakh diinii re tose nainaa milaa_ii ke
laaj saram tuune
ang hamaare sang lagaa_o phir zaraa saa rang lagaa_o
araj garaj kar diinii re tose nainaa milaa_ii ke
araj garaj kar diinii tose nainaa milaa_ii ke
laaj saram tuune
aa prem dagar men bhuul bhulaiyaa
dhuup sadak par dekhii chha_iyaan
raat basar haay
raat basar kar liinii re tose nainaa milaa_ii ke