.It stars , , , in leading roles. The music of this song is composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tu meri rani, main hoon tera raja
Aaja meri baahon mein aaja
Haan kar de mujhko
Main tere ghar le aaoonga band baja

You'll be mine, main be yours
Karenge hum enter of course!
Pyaar ki hogi baby nayi shuruat
Phir yaad rakhegi yeh raat

Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mahal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu main raja
Rani tu main raja

Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mahal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu main raja
Rani tu main raja

Tujhe dekhoon jab jab mera jiya dhadke
Kabhi aag lag jaaye, kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani main tu raja
Rani main tu raja

O meri Madhubala
Tujhko bin var mala
London ghumaoonga
Ghumaoonga Patiala
Ooh la la, ooh la la
Tu chabhi main taala
Aa ja ab aa bhi ja
Haaye mood bada dilwala

Tujhe dekhoon jab jab mera jiya dhadke
Kabhi aag lag jaaye, kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani main tu raja
Rani main tu raja

Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mahal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu main raja
Rani tu main raja
Aaja!

Tu meri rani, main hoon tera raja
Aaja meri baahon mein aaja
Haan kar de mujhko
Main tere ghar le aaoonga band baja

You'll be mine, main be yours
Karenge hum enter of course!
Pyaar ki hogi baby nayi shuruat
Phir yaad rakhegi yeh raat

Chal meri chandramukhi aish karaaoonga
Jannat dikhaaoonga, tujhe chaand pe le jaaoonga
Kolavery ki dhun tujhko sunaaoonga
Tokyo mein Taj Mahal tere liye banwaaoonga

Tujhe dekhoon jab jab mera jiya dhadke
Kabhi aag lag jaaye, kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani main tu raja
Rani main tu raja

Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mahal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu main raja
Rani tu main raja
Rani main tu raja