Rabba ye dhadkan kaisi hai song is from and it is sung by .It stars Kunal Goswami, Pooja Bedi and Surendra Pal in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Solila Parida. This song was released on 30 Jul 1991.
rabba rabba rabba
rabba ho rabba aa rabba o
rabba ye dhadkan kaisi hain
rabba ye agni jaisi hain
rabba ye tan ko jalaati hain
rabba jawaani aati hain
tan-man masti me dube, paani me aag lagaati hain
rabba ye dhadkan kaisi hain
rabba ye agni jaisi hain
rabba ye tan ko jalaati hain
rabba jawaani aati hain
tan-man masti me dube, paani me aag lagaati hain
rabba o rabba o rabba o

panchhi geet sunaate hain parvat paas bulaate hain
ye jharne kyu haate hain kya kya ye kah jaate hain
chum ke kachchi kaliyon ko bhauron ne kya kaha
kya kaha
rabba ye dhadkan kaisi hain
rabba ye agni jaisi hain
rabba ye tan ko jalaati hain
rabba jawaani aati hain
tan-man masti me dube, paani me aag lagaati hain
rabba jawaani aati hain, hay kyu jawaani aati hain
rabba o rabba o rabba o

chnchal man tadpata hain, jaane kya ho jata hain
masti pawan ka jhokha ban ke baadal sang ud jaata hain
bhiga tan phulo sa mahke aisa kyu huaa
kyu huaa
rabba ye dhadkan kaisi hain
rabba ye agni jaisi hain
rabba ye tan ko jalaati hain
rabba jawaani aati hain
tan-man masti me dube, paani me aag lagaati hain
rabba jawaani aati hain, hay kyu jawaani aati hain
rabba o rabba o rabba o

mithi mithi pyaas hain, lagta hain koi paas hainn
anjaanaa sa dard hain naino me ek aas hain
jaagi aankhe sapna dekhe aesa kya huaa
kya huaa