Rabba ve song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Murli Agarwal. This song was released on 20 May 2011.
Rabba rabba rabba rabba
Dil chahata hain jise apna
Woh haqeekat yaa hain sapna
Main jaloona main maloona
Ab uske bina main jeeuna
Jeeuna jeeuna jeeuna


Rabba ve rabba ve rabba ve
Dil ki kyaa khata ve
Dil ki kyaa khata
Rabba ve rabba ve rabba ve
Dil ki kyaa khata ve
Dil ki kyaa khata


Ho aansu kyun chhalke hain
Kuch kehane ko tarse hain
Rabba…rabba…
Aansu kyun chhalke hain
Kuch kehane ko tarse hain
Son son barse hain rabba…
Reet nibhana yaar door na jaana
Yaar door na jaana


Rabba ve rabba ve rabba ve
Dil ki kyaa khata ve
Dil ki kyaa khata
Rabba ve rabba ve rabba ve
Dil ki kyaa khata ve
Dil ki kyaa khata


Rabba rabba rabba rabba


Aankhon mein chhaya tera chehara
Woh paayal ki rumjhoom teri rabba…
Aankhon mein chhaya tera chehara
Woh paayal ki rumjhoom teri
Rabba ve…rabba…
Haath chhudake yaara door na jaana
Yaara door na jaana


Rabba ve rabba ve rabba ve
Dil ki kyaa khata ve
Dil ki kyaa khata
Rabba ve rabba ve rabba ve
Dil ki kyaa khata ve
Dil ki kyaa khata.