Rab ka banda song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Atul Agnihotri. This song was released on 10 Oct 2008.
Mera apna falak hai,
Tere apne sitare hai..
Mera apna falak hai,
Tere apne sitare hai..
Tere apne toofan hai,
Mere apne kinare hai..


Mein apne rab ka banda hu, banda
Apne rab ka banda hu
Mein apne rab ka banda hu, banda hu
Apne rab ka banda hu...
Tera apna falak hai,
Mere apne sitare hai..
Mere apne toofan hai,
Mere apne kinare hai..


Mein apne rab ka banda hu, banda
Apne rab ka banda hu..


Mein apne rab ka banda hu, banda hu
Apne rab ka banda hu...
Mein apne rab ka banda hu,
Mein apne rab ka banda hu...


Say hello...say hello...


Aanewala kal to jaadu chalayega,
Fir to ka kal ka har pal apna ho jaayega,
Dekhi humne dekhi duniya,
Kareeb se..
Milta hai jo, milta hai woh
Naseeb se..
Pal mein kuch hota nahi,
Pal mein kuch milta nahi,
Sab kehne ki baat hai,
Meri apni himmat hai,
Tere apne sahare hai,
Tere apne toofan hai,
Mere apne kinare hai..


Mein apne rab ka banda hu, banda
Apne rab ka banda hu..
Mein apne rab ka banda hu,
Mein apne rab ka banda hu...


Jeena marna kab hai apne haath mein?
Wo hi jaane sab hai jiske haath mein,
Chanda sooraj taare sab to apne hai,
Jhilmil jhilmil saare apne sapne hai,
Jeena hi dastoor hai,
Manzil kitni door hai,
Kitni ajeeb yeh baat hai,
Meri apni duniya hai,
Mere apne nazare hai,
Mere apne toofan hai,
Mere apne kinare hai..


Mein apne rab ka banda hu, banda hu
Apne rab ka banda hu,
Mein apne rab ka banda hu,banda hu
Mein apne rab ka banda hu,
Mein apne rab ka banda hu,
Mein apne rab ka banda hu...
Mein apne rab ka banda hu, banda hu
Apne rab ka banda hu,
Mein apne rab ka banda hu,
Mein apne rab ka banda hu...