Rab jaane song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Rab hai mujh mein
Rab hi raakhe
Rab se hota sab shuru sab
Khatam hota rab pe jaake
Dekhna hai kya likha hai
Chal pada nikal pada
Hoga kya rab jaane
Aankhon mein toofan naya
Hoga kya
Kya fikar kya hoga kal
Kya fikar kya hoga kal
Kya ho agle pal
Rab jaane
Rabba


Rab ki baatein
Woh hi samjhe
Khushiyan kahan mil jaaye
Kab kis se aaye gham
Hain sab pe woh nigaahein
Uska hai sab karam
Jo milega woh hi dega


Chal pada nikal pada
Hoga kya rab jaane
Aankhon mein toofan naya
Hoga kya
Kya fikar kya hoga kal
Kya fikar kya hoga kal
Kya jaaye badal
Rab jaane
Rabba


Har disha mein
Har jagah pe
Sab ke dil mein
Har zubaan pe
Woh zameen pe aasaman pe
Phir nazar na aaye kyun
Rab jaane rab jaane
Rab jaane rab jaane
Rab jaane rab jaane


Chal pada nikal pada
Hoga kya rab jaane
Aankhon mein toofan naya
Hoga kya rab jaane
Chal pada nikal pada
Hoga kya rab jaane
Aankhon mein toofan naya
Hoga kya
Kya fikar kya hoga kal
Zindagi hai ek safar
Mod bhi honge magar
Kaun kitni durr tak mera humsafar
Rab jaane
Ho rabba
Rab jaane
Ho rabba
Tu hi jaane tu hi jaane.