raat kalii ek khvaab men aa_ii, aur gale kaa haar huiisubah ko jab ham niind se jaage, aankh tumhii se chaar huiiraat kalii ek khvaab men aa_ii, aur gale kaa haar huiichaahe kaho ise, merii mohabbat, chaahe hansiin men udaa doye kyaa huaa mujhe, mujhako khabar nahiin, ho sake, tum hii bataa dotumane kadam jo, rakhaa zamiin par, siine men kyon jhankaar huiiraat kalii
aankhonmen kaajal, aur latonmen, kaalii ghataa kaa baseraasaanvalii suurat, mohanii muurat, saavan rut kaa saveraajabase ye mukhadaa, dil me khilaa hai, duniyaa merii gulazaar huiiraat kaliiyuun to hasiinon ke, mahajabiinon ke, hote hain roz nazaarepar unhen dekh ke, dekhaa hai jab tumhen, tum lage aur bhii pyaarebaahon men le luun, aisii taman_naa, ek nahiin, ka_ii baar huiiraat kalii