Raat Gahari Hai Lyrics - Anup Jalota

1998

Lyrics

Raat gahari hai samandar ki tarah
Raat gahari hai samandar ki tarah
Dubta jaata hoon patthar ki tarah
Raat gahari hai samandar ki tarah

Tumse milate huye dar lagta hain
Tumse milate huye dar lagta hain
Kya chhupa rakha hain khanjar ki tarah
Kya chhupa rakha hain khanjar ki tarah
Dubta jaata hoon patthar ki tarah
Raat gahari hai samandar ki tarah

Waqt ne fek rakha hain mujhko
Waqt ne fek rakha hain mujhko
Door tute huye saagar ki tarah
Door tute huye saagar ki tarah
Dubta jaata hoon patthar ki tarah
Raat gahari hai samandar ki tarah

Main jahan jaaun yahin viraani
Main jahan jaaun yahin viraani
Saari duniya hain mere ghar ki tarah
Saari duniya hain mere ghar ki tarah
Dubta jaata hoon patthar ki tarah
Raat gahari hai samandar ki tarah
Raat gahari hai samandar ki tarah.