Raaste mein ye mod padta song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1986.
Raaste mein ye mod padta kyun
Raaste mein ye mod padta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun
Raaste mein ye mod padta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun


Raat shakki mizaaz thi warna
Raat shakki mizaaz thi warna
Raat shakki mizaaz thi warna
Chandani ka nagar ujadta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun
Raaste mein ye mod padta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun


Dosti tut ne ka raj na kar
Dosti tut ne ka raj na kar
Dosti tut ne ka raj na kar
Jad jo hoti to ped ukhadta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun
Raaste mein ye mod padta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun


Haan woh patthar hawa se juk na saka
Haan woh patthar hawa se juk na saka
Haan woh patthar hawa se juk na saka
Phool hota to zzid pe adta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun
Raaste mein ye mod padta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun


Aabru ka sawaal thaa warna
Aabru ka sawaal thaa warna
Aabru ka sawaal thaa warna
Ek teenka hawa se ladta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun
Raaste mein ye mod padta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun
Raaste mein ye mod padta kyun
Milna hota to woh bichhadta kyun.